BLOG (WEBSIDE) FREE MAIN KAISE BANAYE / HOW TO CRATE FREE BLOG COMPLTE HELP IN HINDI

HARVENDRA KUMAR




Hello friends main Aaj apko free main (blog) ya webside kaise asani se bana sakte hai only 5 minite main . or Aap online business suru karna chahte hain to Aap is madhyam se suru kar sakte hai.
or Aap online paise bhi kama sakte hain.
BLOG (WEBSIDE) FREE MAIN KAISE BANAYE / HOW TO CRATE FREE BLOG COMPLTE HELP IN HINDI

  • blog banane ke ke liye kya- kya chahiye 
    1.Gmail account 
   2.computer ya laptop 


Step 1.
           GOOGLE mai jake <blogger.com> type kijiye 

ab Aap blogger.com per click kijiye or aap se gmail Id password manga jayega us main aap gmail Id  or password bharde
2. us ke baad Aap apna nam bharde 
or aap new blog per click karde 

BLOG (WEBSIDE) FREE MAIN KAISE BANAYE / HOW TO CRATE FREE BLOG COMPLTE HELP IN HINDI
1.TITLE.
             apni blog ka nam likhna hai

2. ADDRESS.

                   Is main Aap ko apni webside ka nam naikhna

3. TAMPLATE
                            Is main Aap ko tamplate select karna hai.


4. CREAT BLOG PER CLICK KARNE PER AAP KI BLOG BANKAR READY HAI.
                             
THANKS
                             


THANKS FOR VISITING THIS WEBSIDE